People who are crazy enough to think they can change the world are the ones who do. -Apple
Your subscription could not be saved. Please try again.
Your subscription to raagabox has been successful.

A sample of other songs in raagabox lyrics * 7 *

Dil Milne Ko Tarasta Hai
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Dil-Milne-Ko-T
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim rimjhim
dil milne ko tarasta hai dil milne ko tarasta hai
jab jab sawan barasta hai dil milne ko tarasta hai
jab jab sawan barasta hai dil diwana behekta hai
dil diwana behekta hai jab jab sawan barasta hai
dil diwana behekta hai jab jab sawan barasta hai

barkha ki bunde to tan ko jalaye
aisi jalan ko kaise bhujhaye
barkha ki bunde to tan ko jalaye
aisi jalan ko kaise bhujhaye
rimjhim phuharo me bhige bhi jaye
aao zamane ko bhul jaye
kya hua kya pata humko kho gaye
bhiga aanchal mahakta hai bhiga aanchal mahakta hai
jab jab sawan barasta hai dil milne ko tarasta hai
jab jab sawan barasta hai

ji chahata hai shararat mai kar lu
aake tujhe apni baho me bhar lu
ji chahata hai shararat mai kar lu
aake tujhe apni baho me bhar lu
madhosh mausam hai bhigi hai rahe
kyu mujhpe dale tu aisi nigahe
do jawa dil mile ek ho gaye
shola koi dehekta hai shola koi dehekta hai
jab jab sawan barasta hai dil diwana behekta hai
jab jab sawan barasta hai dil milne ko tarasta hai
jab jab sawan barasta hai
Mere Sanwre Sanwariya
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Mere-Saavre-Sa
mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
mujhpe sautan kyu ji laye
mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
mujhpe sautan kyu ji laye
mai kya langdi bingadi thi kya mai langdi bigandi thi
mai kya langdi bingadi thi kya mai langdi bigandi thi
mera kad sarika utha o mera kad sarika utha
mujhpe sautan kyu ji laye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri bekhabar gharwali o meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye
meri bekhabar gharwali o meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye
mai kya jogi bhogi tha kya mai jogi bhogi tha
mai kya jogi bhogi tha kya mai jogi bhogi tha
meri nind uda ke rani meri nind uda ke rani
mujhko aise kyu tadpaye meri bekhabar ghar wali
har din mayake tu kyu jaye

mere balma hajai kyu sautan se nain ladaye
o mere balma hajai kyu sautan se nain ladaye
kya mai bhaingi vaingi thi mai kya baingi vaingi thi
kya mai bhaingi vaingi thi mai kya baingi vaingi thi
mere nainva kajrare o mere nainva kajrare
kyu sautan se nain ladaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri dil jali chandaniya mujhpe kyu tujhko shak aaye
meri dil jali chandaniya mujhpe kyu tujhko shak aaye
mai kya aera gaira tha kya mai aera gaira tha
mai kya aera gaira tha kya mai aera gaira tha
kahe bewajh meri rani tu mujhpe ilzam lagaye
meri bekhabar ghar walihar din mayake tu kyu jaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye

mere pran pyar pritam kyu sautan ko ang lagaye
mere pran pyar pritam kyu sautan ko ang lagaye
mai kya tuntun jaisi thi kya mai tuntun jaisi thi
mai kya tuntun jaisi thi kya mai tuntun jaisi thi
meri kamni si kaya o meri kamni si kaya
kyu sautan ko ang lagaye
mere sanwre sanwariya mujhpe sautan kyu ji laye
meri chand si dulhaniya aise aansu kyu chhalkaye
meri chand si dulhaniya aise aansu kyu chhalkaye
tera tha mai tera hu tera tha mai tera hu
gori ek siva bas tere koi aur na man ko bhaye
gori ek siva bas tere koi aur na man ko bhaye

mere sanwre sanwariya o mere sanwre sanwariya
teri sautan mai na lau meri bekhabar ghar wali
o meri bekhabar ghar wali har din mayake mai na jau
teri sautan mai na lau har din mayake mai na jau
teri sautan mai na lau har din mayake mai na jau
Pyar Karo Tho Aise
Singer: Kumar Sanu
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Pyar-Karo-Toh-
dada ne kaha hai meri dadi ne kaha hai
nana ne kaha hai meri nani ne kaha hai
aaba ne kaha hai meri ammi ne kaha hai
chacha ne kaha hai meri chachi ne kaha hai
kya kaha hai

pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
ha pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
nazar se aise nazar mile ke
tujhpe kisi ki nazar na ho
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho

kar lo baate isharo me
apni zuba se kuch na kaho
dekho sirf tamasha tum
yaar mere khamosh raho
ek duje se pyar karo
chori chori chupke chupke
chahat ka izhaar karo
chori chori chupke chupke

kyoki kisi ne sach hi kaha hai
wo jo mere paas se
hans kar gujar gaye
kuch khaas dosto ke bhi
chehare utar gaye
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho

ruswai na ho jaye betabi se kaam na lo
logo ke aage yaro tum dilbar ka naam na lo
dekho jaha tanhai ho baith ke dil ki bat karo
koi na aata jata ho aisi jagah mulaakat karo

kyoki kisi ne sach hi kaha hai
jane kyu ishq me ilzam diya karte hai
log diwano ko badnam kiya karte hai
ha pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
nazar se aise nazar mile ke
tujhpe kisi ki nazar na ho

pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
pyar karo to aise ke
idhar ki udhar khabar na ho
idhar ki udhar khabar na ho
idhar ki udhar khabar na ho
idhar ki udhar khabar na ho
Dilko Zara Se Aaram Denge
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Dil-Ko-Zarasa-
dil ko zara sa aaram denge aaj nahi hum tera naam lenge
o yaad jo aayegi teri to bechain dil ko hum tham lenge
dil ko zara sa aaram denge aaj nahi hum tera naam lenge
o yaad jo aayegi teri to bechain dil ko hum tham lenge

mana kahi bhi chain aata nahi
betabi koi bhi mitata nahi
wada kiya hai humne li hai kasam
aane na denge teri yado ko hum
kam na hone denge hum ab ye fasla
khud ko hum bahlayenge kaise yaar bhala
masti bhara hum ye zam lenge
aaj nahi hum tera naam lenge
yaad jo aayegi teri to
bechain dil ko hum tham lenge
dil ko zara sa aaram denge
aaj nahi hum tera naam lenge
o yaad jo aayegi teri to
bechain dil ko hum tham lenge

tanha akele dard jhelenge hum
teri zudai ke utha lenge gam
tujhpe lutayenge sanam zindagi
kurban tujhpe hai hamari khushi
hum dua ye karte hai tu sada muskaye ja
pyar ke dilkash lamhe dilruba tu bhulaye ja
sar pe hum tera ilzam lenge
aaj nahi hum tera naam lenge
yaad jo aayegi teri to
bechain dil ko hum tham lenge
dil ko zara sa aaram denge
aaj nahi hum tera naam lenge
ha yaad jo aayegi teri to
bechain dil ko hum tham lenge
bechain dil ko hum tham lenge
Tadpu Ya Mai Pyar Karu
Singer: Alka Yagnik
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Tadpu-Ya-Pyar-
tadpu ya mai pyar karu chahu ya inkar karu
tadpu ya mai pyar karu chahu ya inkar karu
mere samjh me na aaye ke mai kya karu
haye re mai kya karu haye re mai kya karu
haye re mai kya karu

bekarari hai ye dosti hai dillagi na ye dil ki lagi hai
dil to pagal hai kuch bhi na mane
ishq kya hai are wo nahi jane
chahat hai kya dil ki dua ye raz hai kisko pata
mere samjh me na aaye ke mai kya karu
haye re mai kya karu haye re mai kya karu
haye re mai kya karu

ye kasam leke todi na jaye tut jaye to jodi na jaye
hai bada khubsurat fasana
o sabke bas me nahi dil lagana
ehsas hai ek pyas hai ye jaan to vishvas hai
mere samjh me na aaye ke mai kya karu
haye re mai kya karu haye re mai kya karu
haye re mai kya karu

tadpu ya mai pyar karu chahu ya inkar karu
mere samjh me na aaye ke mai kya karu
haye re mai kya karu haye re mai kya karu
haye re mai kya karu haye re mai kya karu
haye re mai kya karu
Ishq Karoge Toh Dard Milega
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Ishq-Karoge-To
ishq karoge to dard milega ishq karoge to dard milega
dard bada tadpayega tumhe aayega na chain kahi
koi bhi na dil bahlayega ishq karoge to dard milega
dard bada tadpayega tumhe aayega na chain kahi
koi bhi na dil bahlayega ishq karoge to dard milega
ishq kiya hai dard liya hai kaun mujhe samjhayega
mujhko hai pata mere dil ko sanam
bechaini me bhi chain aayega ishq karoge to dard milega

na kisi se dil lagana ninde apni na gavana
na kisi se dil lagana ninde apni na gavana
nind to kya de du mai jaa roke ruke na ye tufa
nind to kya de du mai jaa roke ruke na ye tufa
ab aisi bato se kya darna kya darna kya darna
ishq kiya hai dard liya hai kaun mujhe samjhayega
mujhko hai pata mere dil ko sanam
bechaini me bhi chain aayega ishq karoge to dard milega

mai batau ishq kya hai jaise dil ki ye dava hai
dil ki sada dildar suno pyar ka jisme dard na ho
dil ki sada dildar suno pyar ka jisme dard na ho
dil jo kahe wahi karna wahi karna wahi karna
ishq karoge to dard milega dard bada tadpayega
mujhko hai pata mere dil ko sanam
bechaini me bhi chain aayega ishq kiya hai dard liya hai
kaun mujhe samjhayega mujhko hai pata mere dil ko sada
bechaini me bhi chain aayega
Ye Neeli Peeli Choodiya
Lyricist: Sameer
Tag: Hindi
Audio: https://www.saavn.com/s/song/hindi/Ekka-Raja-Rani/Yeh-Neeli-Peel
khan khan karti hai chhan chhan karti hai
tujhpe marti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya
khan khan karti hai chhan chhan karti hai
tujhpe marti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

sun kya kahti hai aahe bharti hai
sun kya kahti hai aahe bharti hai
tujhse darti hai ye nili pili chudiya
ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

itna bura hal hai dil bejuban ka
hai yahi to waqt mere imtihan ka
itna bura hal hai dil bejuban ka
hai yahi to waqt mere imtihan ka
bedardi hai tu to mera dard jane ja
meri aankho ki bhasha ko tu pahcahne na
aa milke mita de ye duriya
khan khan karti hai chhan chhan karti hai
tujhpe marti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya
sun kya kahti hai aahe bharti hai
sun kya kahti hai aahe bharti hai
mujhse darti hai ye nili pili chudiya
ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya

kahna nahi manti mujhko satati hai
sari sari rat ye mujhko jagati hai
kahna nahi manti mujhko satati hai
sari sari rat ye mujhko jagati hai
tanhai me ye to mujhko pyas deti hai
sanjh sawere bas ye tera naam leti hai
tu na samjhega meri majburiya
sun kya kahti hai aahe bharti hai
mujhse darti hai ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya
khan khan karti hai chhan chhan karti hai
khan khan karti hai chhan chhan karti hai
tujhpe marti hai ye nili pili chudiya
ye nili pili chudiya ye nili pili chudiya